People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Mai Jogiya Mai Jogiya
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Aur-Ek-Gyarah/Main-Jogiya/
mere janiya mere ranjhna mere sajna
mai jogiya jogiya maine dil tujhko de diya
mai jogiya jogiya maine dil tujhko de diya
meri jogan muhjko de de meri jogan muhjko de de
rab ke aage sab ke aage
ho rab ke aage sab ke aage rab ke aage roliya
roliya mai roliya
tu jogiya maine dil tujhko de diya
tu jogiya joogiya maine dil tujhko de diya
mera jogi muhjko de de mera jogi muhjko de de
rab ke aage sab ke aage
ho rab ke aage sab ke aage rab ke aage roliya
mai jogiya jogiya mai ne dil tujhko de diya

woh kaha hai mai na janu, rat din usaki mala japu
woh mile toh woh kahe toh, dhup kya chao me bhi tapu
mai ne khwabo me use dekha hai, meri hato ki woh rekha hai
o mai ne khwabo me use dekha hai, meri hato ki woh rekha hai
woh basi hain mann ke andar woh basi hain mann ke andar
samne jo aaye mere oh samne jo aaye mere
kehdo abb le lo jiya le lo jiya le lo jiya
tu jogiya jogiya maine dil tujhko de diya

dhundhta hu dilruba ko, pyar ke har hasin mod pe
ek din woh mere ghar me, aayegi apna sab chhod ke
meri sanso me tu samaya hai, meri yado me tu hi chhaya hai
ho meri sanso me samaya hai, yado me chhaya hai
dil usika hai divana dil usika hai divana
woh mile toh hass ke bolu haan woh mile toh hass ke bolu
mai tu hu tera piya tera piya tera piya
tu jogiya jogiya me ne dil tujhko de diya
mera jogi muhjko de de
mere haniya mere ranjhna mere sajna
Thoda Thoda Sone Ka Rang
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Aur-Ek-Gyarah/Thoda-Thoda-
thoda thoda sone ka rang, thodi thodi chandi ki chamak
thoda thoda sone ka rang, thodi thodi chandi ki chamak
thoda kaliyo ka ras jab milaya gaya
tab yeh mera badan janeman, banaya gaya banaya gaya
thoda thoda sone ka rang, thodi thodi chandi ki chamak

koyi mujhsa yaha khubsurat nahi
mujhe gehno ki koyi jarurat nahi
ho chand ki chandni bhi madham lage
koyi bhi ho mere samne kam lage
thoda thoda mehka gulab, thodi thodi chhalki sharab
thoda kaliyo ka ras jab milaya gaya
tab yeh mera badan janeman banaya gaya

jo mujhe dekhle dekhta hi rahe
mere bare me woh sochta hi rahe
ho abb mujhe apni baho me bharle sanam
pyar tu mujhse ji bhar ke karle sanam
thoda thoda thoda hijab, thodi thodi masti shabab
thoda kaliyo ka ras jab milaya gaya
tab yeh tra badan janeman, banaya gaya banaya gaya
thoda thoda sone ka rang, thodi thodi chandi ki chamak
thoda thoda sone ka rang, thodi thodi chandi ki chamak
thoda thoda sone ka rang, thodi thodi thoda thoda
Om Jai Jagadeesh Hare
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baghban/Aarti/HjtYcyUGYQM
om jai jagdish hare svaami jai jagdish hare
bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat
kshan me door kare om jai jagdish hare
om jai jagdish hare svaami jai jagdish hare
bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat
kshan me door kare om jai jagdish hare

tum ho ek agochar sabke praan pati
svaami sabke praan pati
kis vidhi miloo daya main
kis vidhi miloo daya main tumko main kumati
om jai jagdish hare
om jai jagdish hare svaami jai jagdish hare
bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat
kshan main door kare om jai jagdish hare

maat pitaa tum mere sharan gahu main kiski
prabhu sharan gahu main kiski
tum bin aur na duja, prabhu bin aur na duja
aas karu main jiski, om jai jagdish hare
om jai jagdish hare, svaami jai jagdish hare
bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat
kshan me door kare om jai jagdish hare